LOADING ...

Luyện nghe bài hát NCR Kay Mailay

Hướng dẫn luyện nghe

Bạn hãy nghe bài hát và điền từ còn thiếu vào các ô trống.
Sau khi điền hết, bạn nhấn nút gửi bài ở phía dưới để được chấm điểm.
Với những câu trả lời sai, bạn hãy rê chuột lên ô nhập để xem đáp án đúng.
Nếu bạn muốn luyện nghe lại với các ô trống khác thì click vào link "Làm lại bài điền từ khác" ở cuối bài.

Bắt đầu làm bài nào

1 :-

Kahani Hoti hai shurru NCR k kaalay suit se... China walay aur director ki qoot se.

Admission lene aaye toh daikhay haseen nazaray
CAMS CBM ko k hum saaray Bhai maaray gaye...

Kaalay Bachay aur qartootain in ki kaali .. chotti chotti
baat pay dete maa ki gaali....

gutka chalta hai lecture k dauraan .... mailay bhiya chorro issay ban bhi jao insaan...

baba quaid k mazzar k baher hain Jo pathan ..aanay waaly bachay NCR k .

in ko koi maila bollay bollay toh parray ga ... har jaggah paye jayen gay peetay huay fanta....

burgeron ki dressing daikh k hiltay nahi ... par landay miltay nahi...
ye mailay mailaypann ki hadden kar hain paar..
chori huay nulls ki tadaad chaar..
ab inko bilkul hai bekaaar chahe alam sahab haun ya baba-e-ncr.

inkay saaray chachay pan ki dukaan par.
Mooh mai dalo gutka aur challo jani par.

Mooh Mai Daalo Aur Challo Jani Kaam Par.

× 2
M1M1 Ki Toh Baat Hi Aur Hai
Saari E1M2 In Pay Hai
C1M1 Walay Full Time
Is Called NCR My Baby.

2 :-

mailapan dikhanay mai larkiaan bhi nahi hain..GCR
mai hota kya ko patta nahi hai...
I love you ko chotta kar k ily banna dia maili baaji salaam tyt kaam kia.

in larkion k saaray Status hotay hain fazool aur college mai aatin lagga k kafool.....

Maths K Period May In Sub K Mai Ek Toffee Hai,
k Liye ishara hi kaafi hai.

KGS k nahi barh saktin aap
parda kr k aya Millay ga sawaab

apni bahen se facial ye karwaye GI
sitting at the parlor ye status pay GI.

Aur aaisay bhi ek ustaad Jo poochay mai hun kon.....
saaray mailay bollay is college k DON

Saaray Mailay Bachay Bollay Is K DON

× 2
M1M1 Ki Toh Baat Hi Aur Hai
E1M2 In Pay Khowar Hai
C1M1 Full Time Crazy
This Is NCR My Baby.

3 :-

Mere last walay verse mai ek si kahani
zarra daikho in mailon ki jaawani.

colour in ka
in k white
4 foot ki
aur lay k side

poori toli lay k APC
tolli ho golli batta Bhai ne in ki kholli

Apc se pit k da degree
wahan ja k baat aur bhi bigri.
ganda maara k laut k na aye dobaara
oooo maillay chooriaaan lay khudaara.

Ek aaisi hai hasti jissay har mailay ki
NCR mai jata naam hai uska masti

is ka naam waisa is ka kaam
don't touch me my brother is khan.

chaura dikhanay ye sub k hai baap
aap ko kya kya kya hua inkay sath.

burger maila lesbo ye sub in k naam
na na na na na ye NCR ki awaam.

× 2

M1M1 Ki Toh Baat Hi Aur Hai
E1M2 In pay Khowar Hai
C1M1 Wallay Full Time Crazy
This Is NCR My Baby.