Yun Hi Chala Raahi Yun Hi Chala Raahi Hasin Hai Yeh Duniya Bhool Jhamele, Dekh Ke Mele Badi Hai Yeh Duniya
Rum Dum Da Ta Dum Da rara Rum Dum Da Tara Ta Dum Da Rum Dum Da Tara Ta Dum Da rara
Yeh Rasta Hai Keh Ab Mujhase Milane Ko Hai Koi Kahin Ab
Yeh Rasta Hai Keh Raha Ab Milane Ko Hai Koi Kahin Ab
Dil Ko Hai Yeh Betabi Kis Se Mulakaat Honi Hai Jiska Kab Se Tha Shayad Wohi Baat Honi Hai
Yun Hi Chala Chal Yun Hi Chala Chal Gadi Hai Samay Pahiya Aansoon Ki Nadiyan Bhi Hain, Ki Bagiyan Bhi Hain Sab Tera Take Bhaiya
Yun Hi Chala Raahi Yun Hi Chala Raahi Kitni Hai Yeh Duniya Saare Jhamele, Dekh Ke Mele Badi Rangeen Hai Yeh
Hey na na na Hey na na na
Hey Hey Hey Hey
Dekhoon Bhi In Raahon Mein, Rang Pighalte Hain Mein Thandi Hawa Hai, Chaanv Hai, Door Woh Jaane Kiska Hai Yeh Kaisa Chaya, Dil Yeh Kahan Le Aaya Sapna Yeh Kya Hai Mujhko Har Sapna Lage, Jo Prem Agan Jale Jo Raah Tu Chale Mann Ki Har Pal Ki Seep Se Hi Tu Chhune Jo Tu Sada Sune Man Ki
Yun Hi Chala Raahi Yun Hi Chal Raahi Hasin Hai Yeh Duniya Bhool Jhamele, Dekh Phoolon Ke Rangeen Hai Yeh Duniya
Mann Apne Ko Kuch Aisa Paaye, Jaise Kandhon Pe Bojh Hat Jaaye Jaise Bhola Sa Phir Se Aaye, Barson Mein Koi Ganga Nahaye Jaise Barson Mein Koi Nahaye
Sa Gaya Hai Yeh Mann, Khul Sa Har Bandhan Ab Lagta Hai Paavan Mujhko Jeevan Mein Preet Hai, Honthon Pe Hai Bas Yeh Hi Jeet Hai, Sun Le Tu Jis Disha Bhi Ja, Tu Pyaar Hi Tu Hi Jala, Sun Le Rahi
Yun Hi Chala Raahi Yun Hi Chal Raahi Kon Ye Pukaare Pahad Jeevan Jharne Jangal Aur Waadi Inmein Hain Ishaare
Yun Hi Chala Raahi Yun Hi Chala Raahi Kitni Hai Yeh Duniya Bhool Jhamele, Dekh Ke Mele Rangeen Hai Yeh Duniya
Yeh Rasta Hai Kah Ab Mujhse Ko Hai Koi Kahin Ab Tujhse
Rum Dum Da Tara Ta Dum Da Rum Dum Da Tara Ta Dum Da Rum Dum Da Tara Ta Dum Da Bhaiya
Yun Hi Chal Rahi Hasin Hai Yeh Duniya...